Monday, June 11, 2007

Zindagi ke safar mein gujar jate hain jo mukaam....

I never thought I would feel so sad while leaving VJTI. Yesterday and the day before that, when everybody was saying goodbye, I hardly realized that it could become our last meeting. Slowly the feeling is sinking in. People with whom I laughed, wrote (i.e. copied :D ) tons of assignments, did dhamaal in canteen, sat leisurely in quadrangle, partied at Garnish, Central Peninsula, will not be with me tomorrow.

Then my other mind says that its a part and parcel of life. You go from one place to another. You meet new people, you make new friends. Life is to be lived in present, not in past.

I learnt a lot in these four years. I saw few ups and downs. I met some of the finest minds and purest hearts. All I am going to take ahead are these golden memories of VJTI.

A chapter closed in my life. New chapter begins. And I am ready for it with arms wide open.

Few lines which aptly put my current state of mind:

"Zindagi ke safar mein gujar jate hain jo mukaam
Woh phir nahi aate.. phir nahi aate...."

3 comments:

Parul Bhatnagar said...

hmmm u right... "koi laakh pukara kare unka naam....vo fir nahi aate..." :)

Parul Bhatnagar said...

Zindagi ke safar main guzar jaate hain jo mukaam
Woh phir nahin aate, woh phir nahin aate

Phool khilte aain, log milte hain
Phool khilte hain, log milte hain magar
Patjhad main jo phool murjha jaate hain
Woh baharon ke aane se khilte nahin
Kuchh log ek roz jo bichhad jaate hain
Woh hazaron ke aane se milte nahin
Umar bhar chahe koi pukaara kare unka naam
Woh phir nahin aate, Woh phir nahin aate
Zindagi ke safar main...

Aankh dhokha hai, kya bharosa hai
Aankh dhokha hai, kya bharosa hai suno
Doston shaq dosti ka dushman hai
Apne dil main ise ghar banane na do
Kal tadapna pade yaad main jinki
Rok lo rooth kar unko jaane na do
Baad main pyaar ke chahe bhejo hazaron salaam
Woh phir nahin aate, Woh phir nahin aate
Zindagi le safar main...

Subah aati hai, shaam jaati hai
Subah aati hai, shaam jaati hai yunhi
Vaqt chalta hi rehta hai rukta nahin
Ek pal main ye aage nikal jaata hai
Aadmi theek se dekh paata nahin
Aur pardey pe manzar badal jaata hai
Ek baar chale jaate hain jo din-raat subah-O-shaam
Woh phir nahin aate, Woh phir nahin aate
Zindagi ke safar main..

Sankalp Shere said...

Hi!!!

thanks a lot for that nice lyrics...

Quote of the day